Friday, March 14, 2008

पत्र

Rameshwar jee,
namaskar,
aapne ek vakya mere aalekh par (@hindimedia.in) likha, acha lagaa.maine apne Radio karyakram *Kavitanjali* me aapki kavita "shringaar hai Hindi"ka path kar chuka hoon, bahut achhi hai.hamara karykram har ravivaar raatri9-10p.m(BHartiya samay Monday subah7.30-8.30a.m www.radiosalaamnamaste.com par sun sakte hai.mangal kaamnaon ke saath,Aditya Prakash.Dallas,Tx(USA)